Thursday, April 12, 2018

IRNSS satellites successfully launched by ISRO

Introduction:


Aaj Isro ki taraf se IRNSS-11 launched ki gayi Jo Satish Dhawan space center Jo Andhra Pradesh ki sriharikota Mei hei.

PSLV-C41 ke through isse space Mei le jaya gaya.

Why Need?


Yah Satellite IRNSS-11 replace karege Jo IRNSS-1A Jo 2013 Mei space Mei le jayai gaya tha lekin jiske 3 atomic clocks kaam karna band Kar Diya the 2 saal se aur ye Jaruri ho jaata hai ki Isro Jaise pure world Mei Apna naam kama rahi Hein

Phir 2017 Mei bhi ISRO duara ye prayas kiya Gaya ki IRNSS-1H replace Kar dege IRNSS-1A ko lekin phir ashfal ho Gayi.
Lekin aaj 12 April 2018 ko IRNSS -11 se replace ho jayegi Atomic clocks aur ye kaam karne lagegi IRNSS-1A .

Know About IRNSS:

IRNSS Ka pura full form "The Indian Regional Navigation Satellite System hei jisko aap NAVIC bhi kah sakte hei.

Navic ek autonomous regional satellite navigation System hei Jo aapko accurate real time positioning and timing service details deti Hein.

Yeh pura India ke saath saath region extending 1500 tak ho sakti hei aur isko aage aur extend karne ki yojna hei.

Abhi Puri 7 satellites constellation Kar rahi hai aur abhi 2 ko ground stand by rakhiyega Gayi hei

Abhi inme se 3 satellites Jo geostationary orbit Mai aur 4 Ko geosynchronous orbit Mei hei

Advantage:

1. Yeh satellites Sirf land hi nahi,marine aur aerial navigation karne Mei bhi capable hei.

2.  Jo bhi satellites date milegi usko vehicles driver visual and voice navigation Mei bhi assistance help karegi.

3. Ye disaster management ke saath proper  time keeping bhi karegi.

Specifications:

Ye har IRNSS satellites ki tarah yeh bhi payload karegi jisme navigation payload aur ranging payload dono shamil hei



No comments:

Post a Comment

Ayushman Bharat Scheme

Introduction भारत सरकार के हर साल की budjet की तरह 2018 के budjet में 10 करोड़ से ज्यादा हमारे  देश की सबसे निचली पायदान पे खड़े लोग की कम...